रात के सन्नाटे में, चाँद की तन्हाई को
भला किसने समझा.भला कौन समझे
raat ke sannaate mein, chaand ki tanhaay ko
bhala kisane samajha.bhala kaun samajhe
Raat Ki Chandni Apko Sada Salamat Rkhe
Pariyon Ki Aawaz Apko Sada Aabad Rkhe
Pure Kaynat Ko Khush Rkhne Wale Wo Rab
Har Din Aap Ki Khushi Ka Khayal Rkhe…
Chand Taro Se Raat Jagmagane Lagi
Phoolon Ki Khushboo Se Duniya Mehkane Lagi
So Jaiyo Raat Ho Gayi Hai Kafi
Nindiya Rani Bhi Aapko Dekhne Hai Aane Lagi.